Search This Blog

Friday 2 September 2016

Raham Najar Karo Ab More Sai Lyrics In English.

Raham Najar Karo Ab More Sai Lyrics In English.

Raham najar karo ab more sai
Tum bin nahi mujhe maa baap bhai
Raham najar karo
Main andha hu banda tumhara
Main andha hu banda tumhara
Main na janu, main na janu, main na janu
Allah ilahi raham najar karo
Raham najar karo ab more sai
Tum bin nahi mujhe maa baap bhai
Raham najar karo

khali zamana maine ganwaya
khali zamana maine ganwaya
sathiya aakhirkar, sathiya aakhirkar, sathiya aakhirkar
kiya na koi raham najar karo
raham najar karo ab more sai
tum bin nahi mujhe maa baap bhai
raham najar karo
apne mashid ka jhado ganohar
apne mashid ka jhado ganohar
maalik humare, maalik humare, maalik humare
tum baba sai raham najar karo
raham najar karo ab more sai
tum bin nahi mujhe maa baap bhai
raham najar karo

No comments:

Post a Comment