mat ro mat ro, mat ro
mat ro
mat ro mat ro, aaj
radhike
sun le baat hamari
tu sun le baat hamari
jo dukh se ghabdaya
hain
wo nahi hain hind ki
naari
wo nahi hain hind ki
naari
mat ro mat ro, mat ro
mat ro
bharat ki naari ki
aankhe
sab aankho se nyari
sab aankho se nyari
uske har ansu me
jhalkti
pyaar ki ek fulwari
pyaar ki ek fulwari
asha ki dor se badhane
baithi
jaivan ki lachari jo
dukh se
jo dukh se ghabdaya
hain
wo nahi hain hind ki
naari
wo nahi hain hind ki
naari
mat ro mat ro, mat ro
mat ro
apane man me diya jala
ke, kar le ujala gori
kar le ujala gori
dil ek upar pathar rakh
le, rona hain kamjori
rona hain kamjori
chupke chupke dukh sah
legi, tu kar le taiyari
jo dukh se
jo dukh se ghabdaya
hain
wo nahi hain hind ki
naari
wo nahi hain hind ki
naari
mat ro mat ro, mat ro
mat ro
kiska chala hain bhor
bhagya par, rakh tu hari pe bharosa
rakh tu hari pe bharosa
har jivan thaali me to
dhndhe, dukh bhi yaha hain parosa
dukh bhi yaha hain
parosa
pata nahi kis bhesh me
data, karde madad tumhari
jo dukh se
jo dukh se ghabdaya
hain
wo nahi hain hind ki
naari
wo nahi hain hind ki
naari
mat ro mat ro, mat ro
mat ro
mat ro mat ro, aaj
radhike
No comments:
Post a Comment