Search This Blog

Showing posts with label Mann Ki Aankhon Se Main Dekhoon Roop Sada Siya Rama Ka Lyrics In English.. Show all posts
Showing posts with label Mann Ki Aankhon Se Main Dekhoon Roop Sada Siya Rama Ka Lyrics In English.. Show all posts

Wednesday 24 August 2016

Mann Ki Aankhon Se Main Dekhoon Roop Sada Siya Rama Ka Lyrics In English.

Mann Ki Aankhon Se Main Dekhoon Roop Sada Siya Rama Ka Lyrics In English.
....................................................................

Kis kaam ke yeh heere moti
jisme na dikhe mere rama
rama nahi to mere liye hai vyarta swarg ka dhaam

mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka
kabhi na suna rehta aasan mere mann ke dham ka

mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka...

rama charan ki dhul mile to tar jaye sansari - 2
do aksar ke sumiran se hi, door ho vipadha sari
ohhh door ho vipadha sari
dharti, ambar gunjate hai mere rama ke naam ka
mere rama ke naam ka
mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka

har kaaya mein rama ki chaaya
murakh samaj na paya
mandir, pathar mein kyon dhundhe, tere mann mein samaya
ohhh tere mann mein samaya
jisme mere rama nahi hai woh mere kis kaam ka
woh mere kis kaam ka
mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka

dukhiyoon ke dukh harane wale bhakt ki laaj bachao - 2
haansi udane walon ko prabhu chamatkar dikhlao
mere mann ke mandir mein hai mere prabhu ka dhaam
mere andar ke aasan mein sada viraje rama
sada viraje rama
sada viraje rama
rama siyarama
siyarama siyarama siyarama

Raghupati Raghava Rajarama
Patit Pavan SitaRama - 4