Search This Blog

Tuesday, 7 March 2017

Mat Ro Mat Ro Aaj Radhike Song Lyrics In English.


mat ro mat ro, mat ro mat ro
mat ro mat ro, aaj radhike
sun le baat hamari
tu sun le baat hamari
jo dukh se ghabdaya hain
wo nahi hain hind ki naari
wo nahi hain hind ki naari
mat ro mat ro, mat ro mat ro

bharat ki naari ki aankhe
sab aankho se nyari
sab aankho se nyari
uske har ansu me jhalkti
pyaar ki ek fulwari
pyaar ki ek fulwari
asha ki dor se badhane baithi
jaivan ki lachari jo dukh se
jo dukh se ghabdaya hain
wo nahi hain hind ki naari
wo nahi hain hind ki naari
mat ro mat ro, mat ro mat ro

apane man me diya jala ke, kar le ujala gori
kar le ujala gori
dil ek upar pathar rakh le, rona hain kamjori
rona hain kamjori
chupke chupke dukh sah legi, tu kar le taiyari
jo dukh se
jo dukh se ghabdaya hain
wo nahi hain hind ki naari
wo nahi hain hind ki naari
mat ro mat ro, mat ro mat ro

kiska chala hain bhor bhagya par, rakh tu hari pe bharosa
rakh tu hari pe bharosa
har jivan thaali me to dhndhe, dukh bhi yaha hain parosa
dukh bhi yaha hain parosa
pata nahi kis bhesh me data, karde madad tumhari
jo dukh se
jo dukh se ghabdaya hain
wo nahi hain hind ki naari
wo nahi hain hind ki naari
mat ro mat ro, mat ro mat ro

mat ro mat ro, aaj radhike

Madad Karo Santoshi Mata Song Lyrics In English.


Movie/album: Jai Santoshi Maa (1975)
Singers: Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: C. Arjun
Music Director: C. Arjun
Director: Vijay Sharma
Music Label: Saregama

Madad karo hey,madad karo hey
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Meri izzat ka sawal hai tum
Aaj ye nibhana apne naata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata

Mere liye zindagi aaj kal
Talvar ki dhar bane hai
Talvar ki dhar bane hai maa
Mere liye jiwan ke har kadam
Ab angar bane hai
Ab angar bane hai maa
Mujhe chita me aag jala do
Mujhe chita me aag jala do
Ae mere bhagae vidhata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata

Mujhse mat rutho janni
Meri bigadi bat banao
Meri bigadi bat banao maa
Mere mathe se kalnak ka kala daag mitao
Kala daag mitao maa
Siva tumhare koi sahara
Siva tumhare koi sahara
Mujhe nazar me nahi aata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata

Hey jagdama tana mujhko
Duniya de rahi tana
Ye duniya de rahi tana
Imtihan lene ko khada hai
Dusman ban ke jamana
Dusman ban ke jamana o maa
Aaj kahi badnaam na hove
Aaj kahi badnaam na hove
Mera tumhara yaha naata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo hey

Madad karo hey.

Yahaan Wahaan Jahaan Song Lyrics In English.

Yahaan Wahaan Jahaan Song Lyrics In English.


Movie/album: Jai Santoshi Maa (1975)
Singers: Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: C. Arjun
Music Director: C. Arjun
Director: Vijay Sharma
Music Label: Saregama


Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Jal me bhee thal me bhee
Chal me achal me bhee atal vital me bhee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Badee anokhe chamatkarnee
Yeh apanee maie
Rai ko parvat kar saktee parvat ko rayee
Duwar khula darbar khula hai
Aao baahe bhayee isake dar
Kabhee daya kee kamee nahee aayee
Pal me nihal kare dukh ko nikar kare
Pal me nihal kare dukh ko nikar kare
Torat kamal kare
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma apanee
Santoshee ma apanee santoshee ma

Iss amba me jagdamba
Me jajab kee hai saktee
Chinta me dhube huye
Logo karlo isake bhaktee
Apna jivan saup do isko palo re muktee
Suk sampattee kee data
Yeh ma yeh kya nahee kar saktee
Bigadee banane walee dukhade mitane walee
Bigadee banane walee dukhade mitane walee
Kasst hatane walee apanee santoshee ma
Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Gauri sut ganpati kee beti
Yeh hai badee bholee
Dekh dekh ke iske mukdra har ek disha dolee
Aao re bhakto yeh mata hai sab kee hamjolee
Joh mangoge tumhe milenge bhar lo re jholee
Ujwal ujwal nirmal nirmal ujwal ujwal
Nirmal nirmal sundar sundar
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma apanee
Santoshee ma apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Apanee santoshee ma.

Sunday, 5 March 2017

Main Toh Aarathi Utharoon Re Santoshi Mata Ki Song Lyrics In English.

Main Toh Aarathi Utharoon Re Santoshi Mata Ki Song Lyrics In English.


Movie/album: Jai Santoshi Maa (1975)
Singers: Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: C. Arjun
Music Director: C. Arjun
Director: Vijay Sharma
Music Label: Saregama

Mai toh aaratee utaru re
Santoshee mata kee
Mai toh aaratee utaru re
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma

Badee mamata hai, bada pyar
Ma kee aankhon me
Ma kee aankhon me
Badee karuna maya dular
Ma kee aankhon me
Ma kee aankhon me
Kyon na dekhu mai barambar
Ma kee aankhon me
Kyon na dekhu mai barambar
Ma kee aankhon me
Dikhe har ghadee
Dikhe har ghadee
Naya chamatkar
Ma kee aankhon me
Ma kee aankhon me
Ho nritya karu chhum chhum
Jham jhamajham jhum jhum
Ho nritya karu chhum chhum
Jham jhamajham jhum jhum
Jhankee niharu re
O bankee bankee jhankee niharu re

Mai toh aaratee utaru re
Santoshee mata kee
Mai toh aaratee utaru re
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma

Sada hotee hai jay jayakar
Ma ke mandir me
Ma ke mandir me
Nit jhanjhar kee hoye jhankar
Ma ke mandir me
Ma ke mandir me
Sada manjeer karte pukar
Ma ke mandir me
Sada manjeer karte pukar
Ma ke mandir me
Vardan ke, vardan ke
Bhare hain bhandar
Ma ke mandir me
Ma ke mandir me
Dip dharu dhup dharu
Prem sahit bhaktee karu
Jivan sudharu re
O pyara pyara jivan sudharu re

Mai toh aaratee utaru re
Santoshee mata kee
Mai toh aaratee utaru re
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma
Jay jay santoshee mata jay jay ma

Jay jay santoshee mata jay jay ma.

Sunday, 15 January 2017

Bhakton Ki Bhakti Mein Shakti Vaasa Kare Lyrics In English.

Bhakton Ki Bhakti Mein Shakti Vaasa Kare Sherovaali Poori Sab ki Aasa Kare Lyrics In English.

Bhakton Ki Bhakti Vaasa Kare 
Sherovaali Poori Sabki Aasa Kare
Jai Ambe Jagadambe Maiya Jai Ambe
Jai Ambe Jagadambe Maiya Jai Ambe||2||


Saturday, 5 November 2016

Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake Chali Aana Lyrics In English.

Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake Chali Aana Lyrics In English.

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Tum Ram Roop Mein Aana (x2)
Sita Saath Leke, Dhanush Haat Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Tum Shyam Roop Mein Aana (x2)
Radha Saath Leke, Murli Haat Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Tum Shiv Ke Roop Mein Aana (x2)
Gouri Saath Leke, Damru Haat Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Tum Vishnu Roop Mein Aana (x2)
Lakhsmi Saath Leke, Chakra Haat Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Tum Ganapati Roop Mein Aana (x2)
Riddhi Saath Leke, Siddhi Saath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana
Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke

Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana

Friday, 30 September 2016

Deepavu Ninnade, Gaaliyu Ninnade Lyrics(ದೀಪವು ನಿನ್ನದೇ ಗಾಳಿಯು ನಿನ್ನದೇ).

Deepavu Ninnade, Gaaliyu Ninnade Lyrics(ದೀಪವು ನಿನ್ನದೇ ಗಾಳಿಯು ನಿನ್ನದೇ).

ದೀಪವು ನಿನ್ನದೇ ಗಾಳಿಯು ನಿನ್ನದೇ
ಚಿತ್ರ: ಮೈಸೂರು ಮಲ್ಲಿಗೆ
ರಚನೆ: ಡಾ. ಕೆ.ಎಸ್. ನರಸಿಂಹಸ್ವಾಮಿ
ಗಾಯನ: ಸಿ. ಅಶ್ವಥ್

ದೀಪವು ನಿನ್ನದೆ, ಗಾಳಿಯು ನಿನ್ನದೆ, ಆರದಿರಲಿ ಬೆಳಕು
ಕಡಲು ನಿನ್ನದೆ, ಹಡಗು ನಿನ್ನದೆ, ಮುಳುಗದಿರಲಿ ಬದುಕು

ಬೆಟ್ಟವು ನಿನ್ನದೆ, ಬಯಲು ನಿನ್ನದೆ, ಹಬ್ಬಿ ನಗಲಿ ಪ್ರೀತಿ
ನೆರಳು, ಬಿಸಿಲು ಎಲ್ಲವೂ ನಿನ್ನವೆ ಇರಲಿ ಏಕರೀತಿ

ಆಗೊಂದು ಸಿಡಿಲು, ಈಗೊಂದು ಮುಗಿಲು, ನಿನಗೆ ಅಲಂಕಾರ
ಅಲ್ಲೊಂದು ಒಂದು ಹಕ್ಕಿ, ಇಲ್ಲೊಂದು ಮುಗುಳು ನಿನಗೆ ನಮಸ್ಕಾರ
ಕಡಲು ನಿನ್ನದೆ, ಹಡುಗು ನಿನ್ನದೆ, ಮುಳುಗದಿರಲಿ ಬದುಕು

ಅಲ್ಲಿ ರಣ ದುಂದುಭಿ, ಇಲ್ಲೊಂದು ವೀಣೆ ನಿನ್ನ ಪ್ರತಿಧ್ವನಿ,
ಮಹಾಕಾವ್ಯ, ಭಾವಗೀತೆ ನಿನ್ನ ಪದಧ್ವನಿ

ದೀಪವು ನಿನ್ನದೆ, ಗಾಳಿಯು ನಿನ್ನದೆ, ಆರದಿರಲಿ ಬೆಳಕು

ಕಡಲು ನಿನ್ನದೆ, ಹಡಗು ನಿನ್ನದೆ, ಮುಳುಗದಿರಲಿ ಬದುಕು