Search This Blog

Thursday 1 September 2016

Bhola Bhandari Sai Bhola Bhandari Lyrics In English.

Bhola Bhandari Sai Bhola Bhandari Lyrics In English.

Bhola bhandari sai bhola bhandari
Bhola bhandari sai bhola bhandari
Shiv bhola.. Shiv bhola
Shiv bhola bhandari sadhu bhola bhandari
Sai bhola bhandari shiv bhola bhandari
Sai bhola bhandari shiv bhola bhandari

Asmasur ne kari tapasya barte no tripurari
Jiske sir par hath lagaye bhasm hue tan sari
Shiv bhola.. Shiv bhola..
Shiv bhola bhandari sadhu bhola bhandari
Sai bhola bhandari shiv bhola bhandari

Shiv ke sir par hath dharan ki
Mann mein dust vichari
Bhage firat chahu dis shankar
Laga te fidar bhari
Girja rup dhar hari har bole
Bat asur se pyari
Jo tu mujhko nad sikhawe
Hou naar tumhari
Shiv bhola shiv bhola
Shiv bhola bhandari sadhu bhola bhandari
Sai bhola bhandari shiv bhola bhandari

Nach karat apne sir kar dhar bhasm thayo mati mari
Brahmanand dede jo hi mange
Shiv bhaktan hitkari
Shiv bhola.. Shiv bhola..
Shiv bhola bhandari sadhu bhola bhandari
Sai bhola bhandari shiv bhola bhandari
Shiv bhola bhandari sai bhola bhandari

Sadhu bhola bhandari sai bhola bhandari
Shiv bhola bhandari sadhu bhola bhandari
Sai bhola bhandari shiv bhola bhandari
Shiv bhola bhandari sadhu bhola bhandari

Sadhu bhola bhandari sai bhola bhandari.

Sumar Manwa Sumar Re Panch Tatv Suvichar Lyrics In English.

Sumar Manwa Sumar Re Panch Tatv Suvichar Lyrics In English.

sumar manwa sumar manwa sumar manwa
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar
ghat ghat bhitar jag me nirantar nag brahm saakaar
sunlo pranam ki divy pukar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar

mera mera kuch nahi tera chhod do
ahankar palo shaashwat sokhy apar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar
taran or fal karam bhagya ka samar lo baram bar
sunlo dharam chakkar jhankar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar

chandar kor ka chale sahara kare
sitara ek adha mano shradha ka ye sar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar
aao jalado yagn agni me ye katu vishy vikar karlo daivi sakshatkar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar
sumar manwa sumar manwa sumar re panch tatv suvichar

ye stup atya ka prem dharm ka satye shanti ka dwar
sandesh bhagya de mantar devya de sai nath awtar
jai jai sai nath awtar jai jai sai nath awtar
jai jai sai nath awtar jai jai sai nath awtar
jai jai sai nath awtar jai jai sai nath awtar
jai jai sai nath awtar jai jai sai nath awtar

jai jai sai nath awtar jai jai sai nath awtar

Deepawali Manayi Suhani Lyrics In English

Deepawali Manayi Suhani Lyrics In English

Deepawali manayi suhani
Deepawali manayi suhani
Mere sai ke hatho mein jaadu ka pani
Deepawali manayi suhani
Deepawali manayi suhani
Mere baba ke hatho mein jaadu ka pani
Deepawali

Shraddha ka deepak bhakti ki jyoti
Shraddha ka deepak bhakti ki jyoti
Satya prem ki jalati nishani
Satya prem ki jalati nishani
Deepawali manayi suhani
Deepawali manayi suhani
Mere baba ke hatho mein jaadu ka pani
Deepawali manayi suhani
Deepawali

Mere sai ki amrit vani
Mere sai ki amrit vani
Main to bhai re sai deewani
Main to bhai re sai deewani
Ho o.. Dwarka maiya ye ved purani
Dwarka maiya ye ved purani

Deepawali manayi suhani
Deepawali manayi suhani
Mere sai ke hatho mein jaadu ka pani
Deepawali manayi suhani
Deepawali manayi suhani
Mere baba ke hatho mein jaadu ka pani

Deepawali deepawali deepawali.

Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan Lyrics in English.

 Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan Lyrics in English.

Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan - 2
 Karoona ke sagar daya nidhan shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan
 Shirdi ke data sabse mahan

 Sai charan ki dhool ko maathe jo lagaoge
 Punya charon dhaam ka shirdi mein hi paoge
 Hoga tumhara wahin kalyan shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan
 Shirdi ke data sabse mahan

 Koi shahanshah unko kahe shiv kahi to roop hain
 Chhaya hain wo dharm ki karm ki wo dhoop hain
 Padhate jo aaye hain ved puran
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Manawata ke sai ravi daya ke sai chand hain
 Sanchi prem dor se rahe wo sabke bandhe hain
 Mandir masjid ek samaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sabko samajhate wo ek saa raja ho ya rank ho
 Bhed aur bhav ke mita rahe kalank ko
 Sabko samjhate nij santan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sai ke dwar har ghadi satya ki barkha ho rahi
 Jhoothe iss jahan ki paap kale dho rahi
 Karte hai sanka ka samadhan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Darr rahit kashish bhari sai se nirmal prit lo
 Dushmani jo kar rahe unke dil bhi jeet lo
 Sabpe chalate prem ke bann
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sai hame sikha rahe sabka malik ek hai
 Ek si nazar se wo rahe sabhi ko dekh hain
 Karte na sahte jo abhimaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sai ke dwar shish dhar do ghadi jo so gaye
 Nafraton ke naag bhi wish rahit ho gaye
 Har ek mushkil wo karte aasan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sai ke dar asar hota har dili fariyad ka
 Beaulad bhi paa gaye shukh yaha aulaad ka
 Bejaan bhi waha paata jaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Door andhere kar rahi sai bhajan ki roshani
 Rog sog har rahi sai naam sanjivani
 Shradha saburi ka dete hai daan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Saaf shudh hoti hai jeenn dilo ki bhavna
 Puri hoti unki hi sai ke dwar kamna
 Kasht mitate kasht nidhaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sai ki dhooli se kabhi tum bhabhuti le bhi lo
 Har bala se ladne ki tum daivi shakti le bhi lo
 Jag mein badhate bhakton ki shan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Aastha mein bhig ke sai ko jo hai pukarte
 Sai khaivaiya banke he unki naiya tarte
 Mann ki dasa wo lete hai jaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Chamtkaar sai baba ne jab nirale the kiye
 Divya anokhe paani se jal gaye the sab diye
 Pal mein kiya tha choor sab abhiman
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Jeen kurrur dushton ne dar dilo mein bhar diya
 Sidhe sade sant ne sahi marg unko dikha diya
 Shirdi ke data sabse mahan
 Daya dharam ka wo dete hai gyaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Sai ke dwar jo jhuke mail man ka saaf kar
 Kusoor sabake sai ne maaf kiye unko apnakar
 Kahta sahi hai sara jahan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Duniya bhar ki nemate sai ji ke paas hai
 Maang le job hi hai mangana fir kyon itna udas hai
 Sabko hi such ka denge vardaan
 Shirdi ke data sabse mahan
 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

 Nishchay vrichh ko yaha falte hamane dekha hai
 Khote sikko ko bhi to chalet hamne dekha hai
 Shradha ka dete sada vardaan
 Shirdi ke data sabse mahan

 Sai ram sai shyam sai bhagwan shirdi ke data sabse mahan

Wednesday 24 August 2016

Mann Ki Aankhon Se Main Dekhoon Roop Sada Siya Rama Ka Lyrics In English.

Mann Ki Aankhon Se Main Dekhoon Roop Sada Siya Rama Ka Lyrics In English.
....................................................................

Kis kaam ke yeh heere moti
jisme na dikhe mere rama
rama nahi to mere liye hai vyarta swarg ka dhaam

mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka
kabhi na suna rehta aasan mere mann ke dham ka

mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka...

rama charan ki dhul mile to tar jaye sansari - 2
do aksar ke sumiran se hi, door ho vipadha sari
ohhh door ho vipadha sari
dharti, ambar gunjate hai mere rama ke naam ka
mere rama ke naam ka
mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka

har kaaya mein rama ki chaaya
murakh samaj na paya
mandir, pathar mein kyon dhundhe, tere mann mein samaya
ohhh tere mann mein samaya
jisme mere rama nahi hai woh mere kis kaam ka
woh mere kis kaam ka
mann ki aankhon se main dekhoon roop sada siya rama ka
roop sada siya rama ka

dukhiyoon ke dukh harane wale bhakt ki laaj bachao - 2
haansi udane walon ko prabhu chamatkar dikhlao
mere mann ke mandir mein hai mere prabhu ka dhaam
mere andar ke aasan mein sada viraje rama
sada viraje rama
sada viraje rama
rama siyarama
siyarama siyarama siyarama

Raghupati Raghava Rajarama
Patit Pavan SitaRama - 4

Amrit ki Barse Badariya Ambe Maa ki Duariya Lyrics - Lakhvir Singh Lakha

Amrit ki Barse Badariya Ambe Maa ki Duariya Lyrics - Lakhvir Singh Lakha.
.......................................................

Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2
Jai Ho
Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2
Dekho
Amrit ki barse badariya
Meri maa ki duwariya - 2

Jai Ho
Jai Maa
Jai Maa
Jai Maa

Dadur mor papiha bole - 2
papiha bole - 2
Dadur mor papiha bole
papiha bole - 2
Kuke kali koyaliya
Meri maa ki duwariya - 2
Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2
Sheesh mukut kaano mein kundal - 2
Sohe lal chunariya - 2
Meri maa ki duwariya
Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2

Jai Ho
Jai Maa
Jai Maa
Jai Maa
Mathe ki bindiya cham-cham chamke - 2
cham-cham chamke - 4
Jaise gagan mein bijuriya - 2
Meri maa ki duwariya
Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2

Suraj, chanda aarti utare - 2
Mohan guhare dagariya - 2
Meri maa ki duwariya
Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2

Brahma, Vishnu, Shankar Naache - 2
Shankar Naache  - 2
Mohan bajaye basuriya
Meri maa ki duwariya
Amrit ki barse badariya
Ambe maa ki duwariya - 2

Prem se bolo
Jai Mata Di
Saare bolo
Jai Mata Di
Oye Aate Bolo
Jai Mata Di
Oye Jaate Bolo
Jai Mata Di
Oh Kasht Nivare
Jai Mata Di
Oh Paar Utare
Jai Mata Di
Meri Maa Bholi
Jai Mata Di
Bhar Deti Jholi
Jai Mata Di
Maa Jode Darpan
Jai Mata Di
Maa Deke Darshan
Jai Mata Di
Jai Mata Di
Jai Mata Di
Jai Mata Di
Jai Mata Di

Om Gan Ganapatay Namo Namah Shri Siddhivinayak Namo Namah Lyrics in English.

Om Gan Ganapatay Namo Namah Shri Siddhivinayak Namo Namah Lyrics in English..

Om Gan Ganapatay Namo Namah!
Shri Siddhivinayak Namo Namah!
Asta Vinayak Namo Namah!
Ganapati Bappa Moraiya!